Thursday, July 9, 2009

LATEST SMS






LATEST SMS



Overall rating


2 men went 2 a callgirl.
1st went in and came out n said
“Na my wife is better.”
2nd went in and came out n said
“U R right ur wife is much better.”

Overall rating

machar ne ek aadmi ko din me kaata, Aadmi bola : tum to raat me kaat-te ho na? machar bola : ghar ke halaat kharab hai, is liye over time kar raha hu.......

Overall rating

nigaho mein aur koi pyaar ke kabil na rahe, is smandar ka aur koi sahil na rahe, chand jaisa yaar mila hume zamin par, asman ka chand bi ab didar ke kabil na rahe..........

Overall rating

sans laynay se tere yaad ati hay
na laynay se mere jaan jati hai
kaise kehdu sirf saans se zinda hu ....
Kambakahat sans bhi tohteriyaad k baad aati hai..

Overall rating

chaman ke baharon mein tha asshiyana .
Na jane kahan kho gaya wo zamana .
Tumhe bulane ki main khoshish karonga ya vada karo k tum kabhi yaad na aana..

Overall rating

"SMOKE"
Everyday! its good for health.




hey, wait






"SMOKE" MEANS



"S"-Send
"M"-Me
"O"-One
"K"-Khubsurat SMS
"E"-everyday





So, please
"SMOKE" daily.


Overall rating

Mohabat
Mujhe sub log kehtay hain,
Muhabat jantay ho tum,
Muhabat mantay ho tum,
Muhabat AAG jaisi hai,
Jo jalti hai na bujhti hai,
Muhabat geet jaisi hai,
Kai sazon pe mibni hai,
Muhabat rangon ki title hai,
Jo khushbu dhoond leti hai,
Magar kyon mujh ko lagta hai,
Ye saray lafz jhootay hain,
Agar such hai,
To bus ye hai,
Muhabat AAP jesi hai,
Kabhi gum sum,
Kabhi chanchal,
Muhabat AAP jesi hai…

Overall rating

Jisay sun k ghum mera mit sakay,
Wohi geet ga main udaas hun,
Meray hum nasheen,
Koi dil nasheen se ghazal suna,
Main udaas hun,
Teray bin bhi ye din guzar gay,
Teray naqsh dil se utar gay,
Kabhi ru bru meray khawab mein,
Kisi roz aa main udaas hun,
Meray charagar tumhe kia khabar,
Meri zeest kitni kathan rahi,
Kyon chala gaya mujhe chor kar,
Kabhi lot aa main udaas hun,
Mujhe yaad hai wo SHAB-E-BARAT,
Jab charagh tum ne jalay thay,
Tujhe wasta usi shab ka hai,
Mujhe na rula main udaas hun….

Overall rating

Zakhm muskratay hain,
Ab bhi teri aahat par,
Dard bhool jatay hain,
Ab bhi teri aahat par,
Shabnami sitaro’n mein phool khilnay lagtay hain,
Chaand muskarata hai,
Ab bhi teri aahat par,
Umar kat gai hai magar bachpana nahi jata,
Hum diye jalatay hain,
Ab bhi teri aahat par,
Ghantiyan si bajti hain,
Raqs honay lagtay hain,
Dard jagmagatay hain,
Ab bhi teri aahat par,
Teri yaad aye to neend jati rehti hai,
Khawab toot jatay hain,
Ab bhi teri aahat par….



































































Back To Home

No comments:

Post a Comment